Ameer-e-shahar kabhi bi sar neecha nahi kartey,
Anaa ka ham kisi bi haal me soda nahi kartey,
Agar gham had se barh jaey to Ansu aa hi jatey hein,
Magar ham apni ankho ko kabhi darya nahi kartey,
Khushi k sarey Mosam dosro'n me bant detey hein,
Faqat 1 dard ki dolat hai jo banta nahi kartey,
Ham ehal-e-Ishq ki fitrat se sarey log waqif hein,
Ke ham kuch kar guzartey hein magar socha nahi kartey,

Post a Comment
Thanks for comment
http://youtube.com/efiautos