Mumkina Wajoohat
Mumkina Alamat
- A/F oxygen sonsor bank 1 sensor 1 mein kharabi
- A/F oxygen sensor bank 1 sensor 1 ka damage hona
- A/F oxygen sensor bank 1 sensor 1 ka circuit ka kamzor hona
- EFI fuse ya Relay ka masla ( fuse pocket ka garam ho kar current kamzor karna ya relay ka circuit ka current kamzoor dana)
- Injectors ka kharab hona
- ECM mein kharabi
Mumkina Alamat
- Engine check light ka on hona
- Fuel ke istamal mein uzafa
- Car ka missingg karna
- Car ka Thartharana
Toyota Carolla 2009 P2195 Description
Air fuel ratio sensor Catalytics converter mein majood air fuel ke accurate tanasab ke mutabiq ECM ko vold beajta hai, Agar Catalytic converter mein air aur fuel ka tanasab exact na ho ECM fuel me tanasab ko accurate karne ke liay injecters ki timing ko update karta hai aur fuel mein kami ya izafa karta hai khatta ke gari missing chor de ya catalalytic converter mein air aur fuel ka tanasab exact ho jaye.
ECM makamal programed hota hai yeh har halat mein gari ko normel halat mein lane ki koshash karta hai agar phir bhi gari mein missing ho ya gari idle sakoon se khari no ho yani missing kare to 3 masle ho sakte hein
- Injectors ka kharab hona
- ECM mein kharabi
- Trottle body mein dust ka hona jis se hawa iddle halat mein dakhil nhi ho pati kioun ke dust ka malba hawa ki kam miqdar dakhil karta hai.
Post a Comment
Thanks for comment
http://youtube.com/efiautos